Everything but Nothing
This isn't my work but while surfing the net, i found it intresting. So, i decided to share with you people.
Har khusi hai logon ke daman mein;
Par ek hansi ke liye waqt nahi.
Maa ke loree ka ehasas to hai;
Par maa ko maa kehne ka waqt nahi.
Gairon ki kya baatein kare;
Jab apno ke liye hi waqt nahi.
Aakhon me neend to bahut hain;
Par sone ka waqt hi nahi.
Dil hai gamon se bhara hua;
Par rone ke liye hi waqt nahi.
Paison ki daur me aise daure;
ki thakne ke liye hi waqt nahi.
Paraye ehsason ki kya kadra kare;
Jab apne sapno ke liye hi waqt nahi.
Har khusi hai logon ke daman mein;
Par ek hansi ke liye waqt nahi.
Maa ke loree ka ehasas to hai;
Par maa ko maa kehne ka waqt nahi.
Gairon ki kya baatein kare;
Jab apno ke liye hi waqt nahi.
Aakhon me neend to bahut hain;
Par sone ka waqt hi nahi.
Dil hai gamon se bhara hua;
Par rone ke liye hi waqt nahi.
Paison ki daur me aise daure;
ki thakne ke liye hi waqt nahi.
Paraye ehsason ki kya kadra kare;
Jab apne sapno ke liye hi waqt nahi.
Comments
@anurag..thanx yaar